{ads}

amazon-products-review

Breaking News

Brake System quiz questions, interview questions Brake system

Brake System quiz questions, interview questions Brake system


brake-quiz-questions



Q 1. - Brake system kis principle par kaam karta hai?
Ans - Friction ke principle par.

Q 2. - Friction kise kahte hai?
Ans - Do objects ke bich mein gharshan hone se jo rukawat hoti hai use friction kahte hai.

Q 3. - Cycle mein kis type ka brake laga hota hai?
Ans - Single pivot side - pull caliper type brake laga hota hai.
Q 4. - Brake system ke lihaj se friction kitane parkar ke hote hai?
Ans - 2 parkar ke (a) static friction, (b) kinetic friction.

Q 5. - Static Friction kise kahte hai?
Ans - Jab gadi khadi rahti hai to tyre or road ke bich jo friction hota hai use static friction kahte hai.

Q 6. - Kinetic Friction kise kahte hai?
Ans - Veh ke chalte samay achanak brake lagane par veb ke static or moving parts ke bich mein jo friction hoti hai.


Q 7. - Retardation kise kahte hai?
Ans - Jab veh chalta hai to use opposite direction mein force lagta hai isi force ko retardation kahte hai.

Q 8. - Caliper kitne parkar ke hote hai?
Ans - 2 parkar ke (a) Static caliper, (b) Moveable Caliper.

Q 9. - Pascal Law kya hai?
Ans - Pascak law ke anusar jab hum kisi pipe line mein fluid ko bhar kar ek taraf se jitna force lagayenge uatna hi force dusre sire par hume milega.

Q 10. - Airplane main hawa mein brake kis action se lagte hai? 
Ans - Reverse thrust action. 
Q 11. - Reverse thrust action kya hai? 
Ans - airplane ka engine aage se fresh hawa leta hai or pichhe se garam Or jali huyi hawa fenkta hai, isi ko jab fresh hawa aage se lekar ke jali huyi Or garam hawa bhi aage fenki jaye use Reverse Thrust Action kahte hai. 


brake-quiz-questions



Q. 12.- Brake pad testing method ?

Ans  - सबसे पहले चलती हुयी गाड़ी में ब्रेक मारकर देंखे अगर front wheel brake से  unwanted sound आ रहा है तो front wheel brake pad wear हो चुके है।

अब गाड़ी को सामान्य speed 20 से 30 किमी प्रति घंटे की रफ़्तार से चलाओ और Hand Brake lever खींचो अगर brake सही लगते है तो ठीक वरना rear wheel brake pad भी wear हो चुके है।
           Brake pad Wear Measure  -
                 New Brake pad     -    12 mm thickness.
                 light wear pad       -    8 to 12 mm thickness.
                 Moderate Wear     -    4 to 8 mm thickness.
                 Fully wear            -     Below 2 mm thickness.


Train Brake System Parts &Function


Q 13.- How to check serviceability of parking brake ?

Ans -    Parking Brake की Serviceability दो तरीके से check  कर सकते है
पहला - गाड़ी को ढलान में खड़ा करो और Parking Brake लगाओ फिर service brake को free करो अब गाड़ी ढलान के कारण चलनी नहीं चाहिए parking brake के कारण रुकी रहनी चाहिए।

Airplane brake system ke bare mein details ke liye click karen


दूसरा - गाड़ी को सामान्य speed 20 से 30 किमी प्रति घंटे की रफ़्तार से चलाओ और Hand brake lever खींचो अगर गाड़ी रूकती है तो parking brake serviceable hai.


Q 14.- Difference between Clutch and Brake ?

Ans - 1.  Brake Mechanical force को frictional resistance में बदली करता है लेकिन clutch में ऐसा नहीं होता बसर्ते slip नहीं होना चाहिए।
2.   जब गाड़ी चलती है तो Brake disengage और clutch engage रहता है।
3.   Brake का इस्तेमाल धीमे करने या फिर रोकने के लिए किया जाता है जबकि clutch का इस्तेमाल engine से आयी चाल को transmission को देने के लिए किया जाता है।

Q 15.- Mechanical brake kise kahte hai?
Ans - wo brake jo lever, linkage, pad Or cam ke dwara operate hote ho unhe mechanical brake kahte hai.

Q 16.- Brake shoe liners kis ke bane hote hai?
Ans - Asbestos.

Q 17.- Disc brake ki Disc kis metal ki bani hoti hai?
Ans - Cast Iron.

Q 18.- Disc brake mein istemal hone wala piston kis metal ka bana hota hai?
Ans - Aluminium.

Q 19.- Hydraulic brake kis principle pe kaam karta hai?
Ans - Pascal ke principle par.




👇👇 You May Like This👇👇






    










Inke alawa aapka koi bhi question ho hume comment karo hum aapko reply zarur denge

Post a Comment

0 Comments